मंगलवार, 5 अप्रैल 2016

40 Short Key Jo Computer Par Internet Asaan Bna De

40 Short Keys Jo Computer ke browser Par Internet Asaan Bna De.
1. Ctrl+1(1 se 8 tak sabhi number kaam karte hai) – is shortcut ki madad se aap browser me khule tabs ke bich shufful kar sakte hai. ctrl ke saath jo bhi number dabaya jayega us number ka tab khul jayega.
2. Ctrl+9 : browser me khule aakhiri tab par jane ke liye.

Read More :- Movie Downloading Best Website and TamilRockers

3. Ctrl+Tab : jis tab par aap hai us se agle par jane ke liye iske alawa, Ctrl+Page Up ka bhi istemal kar sakte hai lekin ye internet explorer par kaam nahi karega.
4. Ctrl+Shift+Tab : jis tab par aap hai uske pahle wale tab par jane ke liye.
5. Ctrl+W या Ctrl+F4 : sabhi tabs ko band karne ke liye.
6. Ctrl+Shift+T : galti se band kiye gaye aakhiri tab ko dubara kholne ke liye.
7. Ctrl+T : naye tab ko kholne ke liye.
8. Ctrl+N : naye browser window kholne ke liye.
9. Alt+F4 : browser band karne ke liye.
10. Middle Click a Tab (kisi bhi tab ke upar jakar mouse se middle click karna) – tab ko band karne ke liye.

Read More :- Movie Downloading Best Website and TamilRockers

11. Ctrl+Left Click, Middle Click – background me maujud kisi bhi link ko dusre tab me kholne ke liye
12. Shift+Left Click- kisi bhi link ko dusri browser window me khulne ke liye.
13. Ctrl+Shift+Left Click –kisi bhi link ko pehle tab me kholne ke liye.
14. Alt+space (space button) – main menu kholne ke liye.
15. Alt+Right Arrow, Shift+Backspace – online video ko forwad ke liye.
16. F5 – page reload ke liye.
18. Alt+Home – browser ka homepage load karne ke liye.
19. Ctrl और + : zoom in (page content ko zoon karna)
20. Ctrl और – : zoom out
21. Ctrl+0 – page ko default zoom par set karne ke liye.
22. F11 – full screen karne ke liye.
23. Space bar, Page Down – page par niche ki aur jane ke liye.
24. Shift+Space, Page Up – page par upar ki or jane ke liye.
25. Home – webpage par sabse upar jane ke liye.
26. End – webpage par sabse niche jane ke liye.

Read More :- Movie Downloading Best Website and TamilRockers

27. Ctrl+U – kisi bhi webpage ka source code kholne ke liye.
28. Ctrl+L, Alt+D, F6 – address baar par fokas karna taki uspar type kiya ja sake.
29. Ctrl+Enter – address baar par koi bhi shabad type karne ke baad agar Ctrl+Enter dabaya jaye to browser par apne aap us shabad ke samne www. aur ant me .com लग जाएगा।
30. Alt+Enter – address bar me type kiye gaye link ko dusre tab me kholna.
31. Ctrl+F, F3 – webpage par search box kholne ke liye.
32. Ctrl+G, F3 – webpage par agla match karne wala text item dundne ke liye.
33. Ctrl+Shift+G, Shift+F3 – webpage par pichla match karne wala text item dundne ke liye.
34. Ctrl+H – browsing history kholne ke liye.

Read More :- Movie Downloading Best Website and TamilRockers

35. Ctrl+J – download history kholne ke liye.
36. Ctrl+D – jis website ko khola hua usse bookmark set karne ke liye.
37. Ctrl+Shift+Del – browsing history delete karne wali window ko kholne ke liye.
38. Ctrl+P – khule huye webpage ko print out karne ke liye.
39. Ctrl+S – khule huye webpage ko computer me save karne ke liye.
40. Ctrl+O – apne computer me save ki hui koi bhi file kholne ke liye.
Disqus Comments