मंगलवार, 5 अप्रैल 2016

Internet Speed Ko Fast Kaise Kare

Internet ko fast kaise kare
aaj ke samye me fast internet sabhi ko chahiye . aaj ham kuchh tips batate jis se aap apne internet speed limit ko badha sakate hai .
Sabse pahle apne computer ke start menu me jaye or run type karke enter button dabaye uske bad run me type kare gpedit.msc or enter button dabaye enter batan dabate hi Local Group Policy Editer khulega
usake bad Administrative Templates double click kare or Administrative Templetes me jaye Administrative Templetes me jane ke baad Network Pe double click kar network me jaye
uske bad Qos Packet Scheduler Dikhega uspe double click kar Qos Packet Scheduler me jaye uske bad limit reservable bandwith pe double click kar khole uke bad enabled pe tik kare fir niche me aap 20 ke jagah 0 kar ke apply kar de aapka internet fast ho jayega .. Thanks For Reading ….!
Disqus Comments